Home Page
cover of EVS-Water Prevention and Control of Pollution
EVS-Water Prevention and Control of Pollution

EVS-Water Prevention and Control of Pollution

KHUSHI GUPTAKHUSHI GUPTA

0 followers

00:00-04:15

This is a E-Learning Podcast on topic Water Prevention and Control of Pollution Act in India

All Rights Reserved

You retain all rights provided by copyright law. As such, another person cannot reproduce, distribute and/or adapt any part of the work without your permission.

0
Plays
0
Downloads
0
Shares

Audio hosting, extended storage and many more

AI Mastering

Transcription

The Water Prevention and Control of Pollution Act of 1974 aims to prevent and control water pollution. It defines water pollution as the contamination or alteration of water's physical, chemical, and biological properties, including the discharge of sewage water. The act establishes a control board, known as the Central Pollution Control Board (CPCB), which guides and maintains water quality standards. Each state also has its own pollution control board, directed by the CPCB. The act imposes penalties, such as imprisonment or fines, for those who pollute water sources. Overall, the act's purpose is to ensure clean water and raise awareness about water pollution. Good morning everyone, today I, Srisri Gupta will give a presentation on one of the most important topics, that is, Water Prevention and Control of Pollution Act of 1974. Today, we will, first, understand the Water Prevention and Control of Pollution Act, second, the functions of the control board, third, the penalties of the act. Understanding the Water Prevention and Control of Pollution Act of 1974. Act ke baare mein jaanne se pehle, humein yeh jaanna zaroori hai, ki humein iss act ke zaroorat kyu padhi. Kaafi dashkod se humaari samudra, nadi, cheelo ke paane mein water pollution bahot badh gaya hai. Water pollution ka matlab hai, contamination of water, alteration of physical, chemical, biological properties of water, discharge of any sewage water. Matlab ki paane ko ganda karna, ya paane ke physical, chemical, biological properties mein changes karna, ya previous ke paane ko nadiyon mein, samudra mein, yeh cheelo mein chohna, yaani ki kisi bhi prakaar se paane ko dooshit karna hi water pollution kheerata hai. 23rd March 1974 mein, parliament ne water prevention and control of pollution act ko implement khe, jiska purpose tha, ki water pollution ko prevent karna aur control karna aur paane ki shuddhita koper karana apna including the surface and the underground water. Iss act mein kaha gaya hai, ki water pollution ko prevent aur control karna hai, jo ki humaara surface water hai aur underground water hai, usse quality ko maintain rhana hai aur ek aisa bhaat banaya jaye, jo ki ek sab ko control kare, yaani ki CPCB board. Water Prevention and Control of Pollution Act ka control board. Har state ka apna ek pollution control board hai aur saare board ko direction Central Pollution Control Board deta hai. Iske member central government appoint krti hai. Yeh act 1988 mein amend hua tha. Water Prevention and Control of Pollution Act ka control board se solve karna hai. CPCB board usse standards maintain krti hai, ki paani ki simni shuddhita hone ki uske quality kya hone ki. Sechra ki wo space pollution board ko help krti hai, guide krti hai, ki kaise wo logon mein awareness create kare aur agar koi problem aar to usse kaise solve kare. Sechra ki wo logon mein bhi mass media se awareness create krti hai. Humne kai baar commercials dekhe hoonge, jisne ki Malayia aur Bangu ke time pe, kaise hum ghar pe chhote chhote tariqo sirf paani ko ganda hone se pachaa sakte hain. Koi industrial residential ya commercial institution agar koi paani ko ganda karta hai, to yeh board uske upar action le diya. Yeh board uske upar penalty laga diya. Water Prevention and Control of Pollution Act ki penalty. Agar koi paani ko producing karega 2 se 3 mahine ki jail ya ki 10,000 ka fine ya dono ki penalty uspe lagai jaayegi. In conclusion mein hum yeh kahe sakte hain ki 1974 23rd March ko Water Prevention and Control of Pollution Act mana. Isko purpose tha honki, water pollution ko prevent karna, water source karna aur paani ko shuddh karna. Iske liye CPCB board establish hua. Iske members central government appoint karte hai. Yeh at 1988 mein phir se amend hua. Aur har state ka apna pollution control board hai aur agar koi paani ko producing kare to iske 3 mahine ki jail aur 10,000 ka fine ya dono ki penalty lagai jaayegi. Iske se saath last mein mein yeh kehle chahungi. The last experience has come. The last experience has come. And the last strain is poisoned. The world will realize that we cannot eat money. With that said, I would like to end my presentation here. Thank you.

Listen Next

Other Creators