Details
Beshak Musalmaan mard aur Musalmaan auratein, aur Mo'min mard aur Mo'min auratein, aur Farma bardaar mard aur Farma bardaar auratein, aur Sabar karne wale mard aur Sabar karne wali auratein, aur Darne wale mard aur Darne wali auratein, aur Sadqa dene wale mard aur Sadqa dene wali auratein, aur auratein, aur Apni 'izzat ki hifazat karne wale mard aur auratein, aur Allah ko zyada yaad karne wale mard aur auratein Allah ne in sab ke liye maghfirat aur bada ajar tayar kar rakha hai.